More Links
Search
Public Notice
3 posters
Urdu Vision :: COMMERCIAL ZONE :: Entertainment :: Songs
Page 1 of 1
Public Notice
Aslamoalaikum
1) yeh board bnanay ka mak maksed pakistani singers ko promote karna hai.
2) Aap kisi bhi pakistani ganay ya ghazal ki famaish kar saktay hain.
3) Apka matlobba gana ya ghazal Inshalah kuch dinoon (takreebun 5 din) kay ander post kar diya jaye ga.
4) Agar aapka gana ya ghazal kisi waja say time pay post na kar sakay to intazar farmayeh ga.
5) aapki raye ka intazar rahay ga.

Re: Public Notice
aapnay bohat acha silsila start kiya hai
kiya aap indian songs download karnay ki saholat nahi day saktay?
kiya aap indian songs download karnay ki saholat nahi day saktay?
zong_say_it_all-
Number of posts : 4
Age : 38
Location : lahore
Registration date : 2008-09-09
Re: Public Notice
kiya hum bhi is main songs post kar saktay hain
?
uska tarika bta dain
?
uska tarika bta dain
sahil ki tamna- Number of posts : 53
Registration date : 2007-07-26
Re: Public Notice
ji aap bhi is main songs post kar saktay hain lakin uskay liye aapko songs ya jo bhi aap post karna chahtay hain wo mail kar dailn
Urdu Vision :: COMMERCIAL ZONE :: Entertainment :: Songs
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|